Monday, May 12, 2008

PYAAR KA SMS - II

PYAAR KA SMS .....



Jis Shaam Mein........

Jis shaam mein mere lab per aapka naam na aaye,
Khuda kare ki kabhi aisi shaam na aaye,
Ae jaane wafa yeh kabhi mumkin nahin ki,
Afsaana likhoon aur aapka naam na aaye.



Sachhi Dosti Bezubaan Hoti Hai....

Sachhi Dosti Bezubaan Hoti Hai,
Ye To Aankhon Se Bayan Hoti Hai,
Dosti Mein Dard Mile To Kya,
Dard Me Hi To Apno Or Parayon Ki Pehchan Hoti Hai.




Bharoosa hai tum per apne...

Bharoosa hai tum per apne se bhi jayada,
per her us parchhaee se darta hoon,
chheen na le koi tumhe muj se,
bas har pal issi baat se darta hoon.



Square Has 4 Ends....

Square Has 4 Ends,
triangle Has 3 Ends,
Line Has 2 Ends,
But Our Friendship Is Like Circle
Which Has No End.



kahan koi aisa mila jis.....

kahan koi aisa mila jis per dil luta dete her ek ne dokha diya
kis kis ko bhula dete apne dil ka dard dil mai hi dabaye phirte hai
karte agar byan to mehfil ko rula dete



Birth Is The Start Of life....

Birth Is The Start Of life,
Beauty Is The Art of Life,
Mystry & The Risk are The Part Of Life,
But True Friends Like You Are The Heart Of Life……..




Pyar Chupta Nahi Chupane Se………

Pyar Chupta Nahi Chupane Se………
Pooch Lo Tum Bhi Iss Zamaane Se,
Pyaar Chhupta Nahin Chhupane Se
Paas Aate Ho Choote Ho Baat Karte Ho,
Kabhi Matlab Se Kabhi Bahane Se
Pyar Dil Mein Hai To Laao Zabaan Pe,
Aag Badhti Hai Ye Bujhane Se.
Tumhein Na Paana Shayad Behtar Hai,
Paa Ke Phir Se Tumhein Ganwane Se.
Chalo Ek Dua To Apni Poori Huye,
Mil Liye Apne Ek Deewane Se.
Roye Jaate Ho, Bas Roye Jate Ho,
Kya Hoga Ye Dhan Lutane se ….



Humari ungli aapki....

Humari ungli aapki or
Rishto ki dori kamzor hoti hai,
Aankhon ki baaten dil ki chor hoti hai,
Khuda ne jab bhi puchha dost ka matlab ,
Humari ungli aapki or hoti hai,



Khuda ne iss rishte ko kya nek banaya...

Khuda ne iss rishte ko kya nek banaya
Iss riste se aur kaun sa rishta paak hoga
Jab do dil swart bina ek tuje ke saath hoga
Khuda ne iss rishte ko kya nek banaya
Dosti mein jab dono ka haath ek hoga



Phool bankar muskurana...

Phool bankar muskurana zindagi hai
Muskura ke gum bhulana zindagi hai
Mil kar log khush hote hai toh kya hua
Bina mile dosti nibhana zindagi hai




No comments: